Bihar Mein Lockdown 15 May se Bdha kr 25 May Tk Kr Diya Gya Hai

Bihar Mein Corona Virus Ki Chen Todne Ke Lie Chief Minister Nitish Kumar Ne Lockdown Ko Bdhane Ka Decision Liya Hai. Government Ne 25 May Tk Lockdown Bdha Diya Hai. Isse Phale State Mein 5 May Se 15 May Tk Lockdown Lgaya Gya Tha. Ab Ise 10 Dino Ke Lie Bdha Diya Gya Hai. Iski Jankari Khud Chief Minister Nitish Kumar Ne Dee. Unhone Tweet Kr Btaya Ki State Mein 25 May Tk Lockdown Bdha Diya Gya Hai.

Bihar Mein Corona Virus Ki Chen Todne Ke Lie Chief Minister Nitish Kumar Ne Lockdown Ko Bdhane Ka Decision Liya Hai. Government Ne 25 May Tk Lockdown Bdha Diya Hai. Isse Phale State Mein 5 May Se 15 May Tk Lockdown Lgaya Gya Tha. Ab Ise 10 Dino Ke Lie Bdha Diya Gya Hai. Iski Jankari Khud Chief Minister Nitish Kumar Ne Dee. Unhone Tweet Kr Btaya Ki State Mein 25 May Tk Lockdown Bdha Diya Gya Hai.

Nitish Kumar Ne Tweet Kr Kha, Aaj Shyogi Mantri or Pdadhikariyon Ke Saath Bihar Mein Lagu Lockdown Ki Situation Ki Enquiry Ki Gaee. Lockdown Ka Skaratmk Effect Dikh Rha Hai. Isiliye Bihar Mein Agle 10 Dino Tk 16 May Se 25 May, 2021 Tk Lockdown Ko Vistarit Krne Ka Decision Liya Gya Hai.

Week me do Din Farmers ke Liye Bhi Shope Khulengi

State Mein Farming Ko Dekhte Hue Guidelines Mein Kuch Baten Jodi Gai Hain. Farmers Ke Lie Ab Seeds & Fertilizers Ki Shope Monday or Thrusday Ko Morning 6 Se 10 Bje Tk Kholi Jaigi. State Mein Litchi & Mango Ki Phsal Ready Hone Lagi Hai. Litchi & Mango Ki Farming Krne Wale Kisaanon Ko Raht Dene Ke Lie Litchi & Mango Ke Boxes Bnane Ke Lie Limit Sankhya Mein Saw-Mill (Aara Machine) Bhi Kholne Ki Anumti Di Gai Hain.

High Court ke Order ke Baad Lga Tha Lockdown

Bihar Government Ne Patna High Court Se Mile Order Ke Baad State Mein 5 May Se 15 May Tk Lockdown Lgaya Tha. Yh Lockdown Saturday 15 May Ko Khtm Ho Rhi Thi. Ab Government Ne Ise 10 or Dino Ke Lie Bdha Diya Hai. State Mein Corona Ke Cases Ghatne Shuro Ho Gae Hain. Mgar State Mein 10 Thousand Ke Aas-Paas Positive Patients Mil Rhe Hain. Isi Vajh Se Government Ne Lockdown Ko Bdhane Ka Decision Liya Hai.

Bihar Mein Lockdown se km ho Rhi Hai Corona Infaction

Isse Phale Wednesday Ko Chief Minister Nitish Kumar Ne Kha Ki Bdhte Corona Infection Ko Dekhte Hue 5 May Se 15 May Tk Bihar Mein Lockdown Lgaya Gya Hai. Lockdown Start Hote hi Corona Patients Ki Sankhya or Infection Mein Kmi Hone Lgi. Lockdown Ki Sflta Ke Lie Sbhi Biharvasiyon Ke Help Ki Aavashyakta Hai. Mujhe Poora Bhrosa Hai Ki Hm Sb Milkr Iss Bimari ko Hraa Denge.

ALSO READ: Corona ke Karan CBSE 10th ke Board Exam Cancel, 12th ke Exam Taali Gaye

Lockdown Ke Dauran Citizen Area Mein Vegitable, Eggs, Meet & Fish Ki Shop Ab Subah 6 Se 10 Bje Tk Hi Khulengi. Village Area Mein Ye Dukane 12 Bje Tk Khul Skti Hai.

Revised Guidelines, Wedding Function Mein Ab Sirf 20 Logon Ke Shamil Hone Ki Anumti Di Gai Hai.

 

About Author