Corona ke Karan CBSE 10th ke Board Exam Cancel, 12th ke Exam Taali Gaye

0
Desh Mein Jari Corona Snkat Ke Bech Central Government Ne CBSE Ke 10th Ke Board Exam Cancel (CBSE 10th Exam Canceled) Kr Di Hai. Whi, 12th Ke Exam Ko Philhaal Taal (CBSE 12th Exam Postponed) Diya Gya Hai. Prime Minister Narendra Modi or Shiksha Mantri Ramesh Pokhriyaal Nishank Ke Bech Meeting Ke Baad Yah Decision Liya Gya Hai.

Desh Mein Jari Corona Snkat Ke Bech Central Government Ne CBSE Ke 10th Board Exam Cancel (CBSE 10th Exam Canceled) Kr Diya Hai. Whi, 12th Ke Exam Ko Philhaal Taal (CBSE 12th Exam Postponed) Diya Gaya Hai. Prime Minister Narendra Modi or Shiksha Mantri Ramesh Pokhriyaal Nishank Ke Bech Meeting Ke Baad Yah Decision Liya Gya Hai.

 

Online Exam Ka Option Nhi

Shiksha Mantralay Se Jude Ek Officer Ne Btaya Ki Short Notice Pr 12th Ke Online Exam possible Nhi Hai. Itne Jaldi Students Apne Aapko Online pattern Ke Lie Kaise Ready Krenge? Aise Mein Online Exam Possible Nhi Hai.

Kaha Ja Rha Hai Ki Meeting Mein Officers Ka Suggestion Tha Ki 12th or 10th Dono Ke Exam Tali Jaie, Lekin Prime Minister Ne Sbke Suggestion Sunne Ke Baad Kaha Ki Bacche Phele Hi Corona Mein Bhut Nuksaan or Preshani Jhel Chuke Hain. Aise Mein 10th Ke Exam Ko Cancel Kiya Jana Chahiye or 12th Ke Exam Ko Tala Jana Chahiye.

 

4 May Se Start Honi Thi CBSE Ke Exam

CBSE Ke 10th or 12th Ke Exam 4 May Se Honi Thi. All India Student Association Bhi 10th or 12th Ke Exam Ko Talne Ki Maang Kr Chuki Hai. Is Sambandh Mein Association Ke trf Se Shiksha Mantralay Ko Letter Likhi Gaie Hai. Saath Hi Students Ne Bhi Social Media Pr # CancelBoardExam2021 Campaign Chala Rakha Tha.

CBSE Ke Board Exam Mein 10th or 12th Ko Milakr Krib 35.81 Lakh Student Shamil Hone Wale The. Inmen 12th Ke 14 Lakh Se Adhik or 10th Ke 21.50 Lakh Student The.

Corona Se Maharashtra, Delhi, Uttar Pradesh, Madhya Pradesh Smet Kaie State Bhut Jyada Prabhawit Hain. Kaie Any States Mein Bhi Situation Khraab Hone Ke or Badh Rhi Hai. Aise Mein Exam Krana Badi Chunauti The. Central Government Ke Faisle Se Phale Maharashtra or Madhya Pradesh Ke Governments Apne Yhan Hone Wali Board Exam Taal Chuki Thi. Iske Saath Desh Ke State Board Ne Bhi Exam Taal Di Hain.

 

ALSO READ: Bihar Ke Districts Mein Namami Gange Yojna Mein Government Job Ka Mauka, Interview Ke Aadhar Par Hoga Selection.

 

Desh Mein Lgatar Corona ke New Cases Mil Rhe Hai

Desh Mein Lgatar Tisre Din 2.50 Lakh Se Jyada New Cases Mile. Lekin Dukh Ke Baat Ye Hai Ki Infection Ke Chlte Jaan Gwane Walon Ka Aakda 1.80 Lakh Ke Par Ho Gya Hai. Ab Tak 1 Lakh 80 Thousand 550 Log Jaan Gwa Chuke Hain. Hr Din Ho Rhen Death Ke Mamle Mein India Ek Baar Phir Se Top Pr Phunch Gya Hai. Second Number Pr Brazil or Third Pr America Hai. Brazil Mein Abhi Hr Din Kreeb 1,500 Logon Ke Death Ho Rhi Hai, Jbki America Mein Yah Aakda 400-600 Ke Bech Rh Rha Hai. Idhar India Mein Monday Ko 1,757 Patients Ke Death Huie.

About Author

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *