Chief Minister Nitish Kumar Ne Kiya 121 Tika Express ko Rvana
Bihar Ke Logon Ko Ghr Ke Paas He Corona Vaccine Mil Skegi. Iske Lie Sbhi Nagar Nikayon Ke wards Mein Tika Express Rvana Kr Diya Gya Hai. Thursday Ko Chief Minister Nitish Kumar 121 Tika Express Ravana Kiye. Patna Mein 36 Vans City Ke Different Location Mein Jake Tika Dene Ka Kaam Krengi. Khaas Baat Yh Hai Ki Iske Lie On Spot Registration Hoga. Iske Lie Vaccine Lene Vale Person Ko Apna Aadhar Card Lana Hoga.
Chief Minister Ne Rvana Kiya 121 Tika Express
Chief Minister Nitish Kumar Ne Thursday Ko City Area Ke Liye 121 Tika Express Ko Rvana Kiya. 4 Testing Vans Ko Bhi Unhone Green Signal De Diya Hai. Village Mein Phele Se 118 Tika Express Ke Madhyam Se Logon ka Vaccination Kraya Ja Rha Hai. Chief Minister Nitish Kumar Ne City Area Ke Lie Tika Express Rvana Krne Ke Mauke Pr Kha Ki Tika Express Se Logon Ko Vaccination Mein Shuliyat Hogi. Humlogon Ka Purpose Hai Ki Adhik Se Adhik Logon Ka Vaccination Kraen. Central Government Dwara Bhi Tike Ki Availability Ko Lekr Sahmti Di Gye Hai. Central Government Ke Guideline Ka Palan Krte Hue Vaccination Ke Kaam Ko Fast Kiya Ja Rha Hai.
Ghr Pr Available Hogi Vaccination Ki Facility
Tika Express Ke Madhyam Se Logon Ko Unke Ghr Pr Tika Lgane Ki Facility Available Hogi. Unka Full Details or Records Rkha Jaiega. Tike Ke Second Dose Ki Date Ki Information Bhi Di Jaegi.
Vaccine Ki Lot Nhi Aane Pr Ruka Tha Vaccination
Vaccine Nhi Hone Ke Karn Yuvaon Ke Iss Campaign Mein Kuch Dinon Tk Ke Lie Break Lg Gya Tha. Halanki 25 May Tk Vaccination Thik Se Chla Tha. Aab 3 June (Thursday) Se Sbhi Tika Centers Pr Prtiniyukt Workers Ko Center Pr Phuchane Ke Lie Kha Gya Hai. City Area Mein Bhi 45+ Age Walon Ke Lie Campaign Phir Se Start Hone Ja Rha Hai.
ALSO READ : NMCH Mein Corona Ke Tike Ko Rkhe Jane Ki Taiyari
8 Din Baad 18+ Age Ke Lie Vaccination Start
Health Department Ke Mutabik 18 Se 44 Years Tk Ke Lie 15 Thousand Vaayal Mile Hain. Vaccination Ke Lie Wednesday Evening Se Hee Slot Book Hone Lagi Thi. Sbhi Workers Ko Ready Rhne Ke Lie Kha Gya Hai. Sbhi 59 Centers Pr Phele Ki Trh Vaccination Hoga.