CBSE 12th Board Exam 2021: Education Minister Ne Exam Krane Ke Side Mein Diya Byaan

0
CBSE 12th Board Exam 2021

CBSE 12th Board Exam 2021 Aayojit Ki Jani Chahie Q Ki Yh Students Ke Life Mein Important Bhomika Nibhati Hain.

Saath Hee Exams Ke Results Student Ke Life Mein Long Time Tk Prasngik Rhte Hain. – Vijay Kumar Choudhary, Education Minister, Bihar.

Corona Mhamari Ke Wjh Se Deshbhr Mein Board Exam Postponed Kr Di Gae Thi. Whi Sunday Ko Aayojit Meeting Mein Kaee State Board Exam Krane Pr Shmti Jtaie Hai.

Tuesday Ko Bihar Ke Education Minister Vijay Kumar Choudhary Ne Bhi Exams Aayojit Krane Ke Side Mein Statement Jari Kiya Hai.

Education Minister ne Kha Hai Ki CBSE Bord Exams Aayojit Ki Jani Chahie Q Ki Yh Students Ke Life Mein Important Bhomika Nibhati Hain.

Halanki Present Condition Mein Aisa Nahin Ho Skta. Lekin Ek Sambhavit Date Ki Ghoshna Ki Jani Chahie.

 

Defense Minister Ki High Level Meeting

Report Ke Mutabik, Sunday Ko Defense Minister (Rajnath Singh) Ke Adhyakshta Mein Huie Ek High Level Meeting Mein States Ke Samne 12th Class Ki Exam Aayojit Krne Ke Do Options Rkhe Gae. Jinme Se Sambhavit Option Pr Vichar Kiya Ja Rha Hai.

Iss Meeting Mein Sbhi State, Kendrshasit Pradeshon Ke Education Ministers, Secretaries or Stae Exam Bord Ke Presidents Ko Shamil Kiya Gya Tha.

 

CBSE 12th Board Exam 2021

Abhi States Ke Education Minister, Education Secretaries or State Board of Examination (2021) Ke Presidents or Stakeholders Ke Saath Ek High Level Meeting Aayojit Ki Gaie.

Meeting me 12th Class Ke Lie Board Exam (CBSE 12th Board Exam 2021) or Professional Courses Ke Lie Other Entrance Exams Ke Snchaln Ke Proposals Pr Chrcha Ki Jaigie.

Union Minister of Defense Rajnath Singh, Education Minister Ramesh Pokhriyal Nishank, Women & Children Minister Smriti Zubin Irani or Information and Broadcasting Minister Prakash Javadekar Ke Presence Mein Meeting Ke Adhyakshta Ki Gaie.

 

Education Minister Ne Iss (CBSE 12th Board Exam 2021) Pr Students, Teachers, Parents or Sbhi Logon Se Bhi Important Suggestion Mange Hain. Unhone Iss Bare Mein Apne official Twitter Account Se Tweet Kr ke Jankari Di.

School Education or Literacy Department, Ministry of Education or CBSE Students or Teachers Ke Safety Ko Dhyan Mein Rkhte Hue Examinations (CBSE 12th Board Exam 2021) Ke Aayojan Ke Smbandh Mein Viklp Tlash Rhe Hain.

High Education Ke Institutions Ke Lie Examinations Ke Date Ko Antim Roop Dene Pr High Education Department Bhi Discus Kr Rha Hai.

Education Minister Dwara State or Kendrshasit Pradeshon Ko Iss Sambandh Mein Letter Bhi Likh Gya Hai.

ALSO READ: Corona ke Karan CBSE 10th ke Board Exam Cancel, 12th ke Exam Taali Gaye

About Author

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *