Bihar ke Rajgir me Bna India ka Second Glass Bridge (Skywalk)

0
Rajgir Me Bna Bihar Ka First Glass Bridge (85ft L, 6ft W) 250 ft Ke Height Pr Bne Iss Transparent Bridge Pr Chalna Thrilling Experience Hoga.

Aap China Mein Glass Ke Bne pul (Glass Bridge) Ke Bare Mein bahut Baar Sune Honge. Image or Video Bhi Dekhen Honge. Ise Karib Se Dekhne or Iss Pr Walk Krne ka Mann Bhi Kiya Hoga. Toh, Aapki Ye Hasrat Jald hi Puri Hone Wali Hai. Five Hills se Surrounded Bihar Ke Rajgir Mein Glass Bridge Bn kr Ready Ho Gaya Hai.

Isse New Year Mein Tourists ke Liye Khola Jaega. Aab Issi City Mein China Ki Trah Tourists ke Liye Ready Huaa State ka First Glass Bridge Logon Ko Attract Kr Raha Hai. Yah India Ka Second Glass Skywalk Bridge Hai Jo Bihar Mein Nature Adventure Ko Badhaba Dega.

 

Bihar Mein Rajgir Ko Tourists ka Favorite Pryatan asthal Mana Jata Hai. Yahi Wajah Hai ki Na Sirf India Ke Kone-Kone Se Balki India Ke Bahar Se Bhi Log Rajgir Ghumne Aate Hai. Lord Buddha Ki Wirasat or Inadian History Ko Apane Mein Smete Ye City Pure State Mein Attraction Ka Center Hai.

 

Glass Bridge ka Length, Width

Rajgir Me Bna Bihar Ka First Glass Bridge (85 ft Length, 06 ft Width) hai. International Tourist Destination Rajgir Mein Winter Ke Dino Mein Bhut Jyada Tourist Aate Hai. Iss Baar Unhe Yha Alag Hi Adventure Ka Experience hoga.

 

Yha Ke Dense Forests Mein Nature Safari (500 Acres Mein) Banaya Ja Rha Hai. Yahi Pr Aapko Milega Sky Glass Bridge Jo Lagbhag Ready ho Chuka Hai. Yah Puri Trah Se Glass or Steel ke Frame se Bana Hai.

250 ft Ke Height Pr Bane Iss Transparent Bridge Pr Chalna Thrilling Experience Hoga. Iss Bridge Pr Chalte Hue Log Khud Ko Air mein Floating Krte Huye Feel Krenge. Iss Glass Bridge Ko China Ke Bne Skywalk ke Pattern Pr Bnaya Gya Hai.

 

Yah Bihar ka First or India ka Second Bridge Hai. India Ka First Glass Sky Bridge Sikkim ke Polling Mein Hai. Estimate Lgaya Ja Rha Hai Ki New Year Ke March Tk Glass Bridge ko Touristo ke Liye  Khol Diya Jaiyega.

Iss Bridge Pr Chalte hue Aap Apne Steps Ke Niche Ki Land Ko Bhi Aasaani Se Dekh Payenge. Bataa De ki New Year Mein Bihar Ko New Gift Milne Ja Rha Hai. Rajgir Mein Venu Forest ke Under Zoo Safari or Nature Safari Park ka Opening Hoga.

 

2020 me phir se Bihar ka Baagdor Sambhalne ke 16 Din Baad Chief Minister Nitish Kumar ne kaha Ki Tour Kr khud Inspection Kiya Tha. Yah Unka Dreem Projekt ke Roop Mein Jana Jata Hai.

 

Rajgir me 8 Seater Rope Way

Yah Glass Bridge Bhi Usi ka Hissa Hai. Iska Kaam Lagbhag Pura Ho Chuka Hai Jiske Uper Aap Chalkr Kaphi Thrilled Feel Krege. Iske Saath-Saath Yaha Pr Ratnagiri Mountains Pr Ultra-Modern 8 Sheeter Rope Way ka Bhi Nirmaan Kiya Ja Rha Hai Jise Bhut Jald General public ke liye Khol Diya Jaiyega. Yah Venu Forest Bihar Lord Buddha Se Connected Followers ke Liye Bhut Importance Rkhta Hai. Isse Venu Forest Mein Lord Buddha ne Rajgir Mein Warso Tk Niwas Kiya Tha.

ALSO READ: List of Top 5 Popular Tourist Places to Visit Near Patna

Rajgir Park

Bihar Government ke Tourism Department ne is Bridge Ke Aaspass Tourism Ko Bdhawa dene ke liye Nature Safari Park Ke Nirmaan ka Decision Liya Hai. Rajgir Ko Apne Natural Beauty Ke LiYe Jana Jata Hai. Yha Zoo Safari Park, Titli Park, Ayurvedic Park or Desh-Videsh Ke Alag-Alag Prjatiyo ke Trees & Plants Dekhne ko Milte Hai Jo aam taur Pr Khi or Nhi Dikhta Hai.

 

About Author

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *