Bihar me ab khul rhe hai 10th tk ke school

Bihar mein Coron Virus Infection ke Epidemic ke karn Education Institute band Pde the. Un‍he kholne ke process start ho gyi hai. Issi order se 12 July se 10th se uper ke education institutions mein corona guideline ke conditions ka paln krte hue Pdhai Jari hai. Ab State mein bnd pde 10th tk ke school ke khulne ki bhi ummid hai. Isspr Wednesday Ko Patna mein ho rhi Disaster Management Group ki meeting mein Decision Liya gya hai. 10 August se 10th tk ke school corona se bchav ke guideline ke under khul Jaiyegi.

Bihar mein Corona Virus Infection ke Epidemic ke karn Education Institute band Pde the. Un‍he kholne ke process start ho gyi hai. Issi order se 12 July se 10th se uper ke education institutions mein corona guideline ke conditions ka paln krte hue Pdhai Jari hai. Ab State mein bnd pde 10th tk ke school ke khulne ki bhi ummid hai. Isspr Wednesday ko Patna mein ho rhi Disaster Management Group ki meeting mein Decision Liya gya hai. 10 August se 10th tk ke school corona se bchav ke guideline ke under khul Jaiyegi.

August ke 2nd Week mein khul Jaiyegi Sbhi School

Education Minister Vijay Kumar Chaudhri ne phele hi kha hai ki 10th tk ke sbhi school august ke 2nd week mein khul jaiyege. Vijay Kumar Chaudhri phele hi kh chuke hai ki Issi desicion ko Disaster Management Group ke meeting mein antim decision kiya jaiyega.

Education Minister Vijay Kumar Chaudhri ne btaya hai ki education department children ke future or unki safety ko dekhte hue decision krega. Meeting ke baad nichle classroom mein offline pdhaie ko lekr guideline jari kr di jaiyegi.

2 Shift me chlegi jyada students wale school

Education Minister ne btaya ki class mein phele din 50% students ki upstithi rhegi or baithne ke lie class mein 6 fit  ki duri Assured krni hogi. Rotation ke under baki 50% students agle din aaige. Jyada Students wale Teaching Institute do shift mein classes snchalit kregi.

Sabhi students, teachers or employees ke lie campus mein entry ke lie mask necessary kiya gya hai. Digital Thermometer, Sanitizer, Soap ki arrangement hogi. Transport Management start kiye jane se phele Sanitization hogi.

ALSO READ : Chief Minister Nitish Kumar Ne Kiya 121 Tika Express ko Rvana

School jane ke condition

  • 50% students ke upstithi se snchalit hogi classes
  • Classes mein 6 fit ki duri pr baithege students
  • Covid-19 protocol ka hr haal mein paln compulsory hoga
  • Teachers & Employ ke lie vaccination compulsory
  • Sbhi educational institutions mein Treatment Facility ki Availability sure krane ka Instruction
  • Casual protective related Preparation ke lie responsible team gthit compulsory

 

About Author