Smart City Project ke under Gandhi Maidan me Open Air Theatre Start

0
Smart City Project ke Under Country ke sbse bda Open Air Theatre mein Bollywood film ke Screening ke saath Sunday ko Patna ke Gandhi Maidan ek Mega Open Air Theatre Inflatable Screen Ready ho gaie hai.

Smart City Project ke Under Country ke sbse bda Open Air Theatre mein Bollywood film ke Screening ke saath Sunday ko Patna ke Gandhi Maidan ek Mega Open Air Theatre Inflatable Screen Ready ho gaie hai.

First day Evening 6 O’clock Social Drama Film ‘Taare Zameen par’ dikhaie gaie, jisne bhut Audience ko Attracted kiya.

Open Air Theatre height & wide

Iss Open Theatre height 42 feet or wide 72 feet hai

Films, Documentaries & Sports events ka Broadcast hr Saturday or Sunday ko kiya jaiega.

Audience ke liye lighting & security ka Arrangements kiya gya hain.

Patna Smart City Project Limited (PSCPL) ke Public Relations Officer Harshita ne kha, hum aane wale dinon mein ek Film Ceremony plan krne ki ummeid kr rhe hain.

Open Air Theatre Cost

PSCPL ke according, Open Air Theatre ko 6.98 Crore Rupees ki Cost se pura kiya gya hai or ismen ek balloon type projector screen hai jismen Edge Blending Technique or ek sound system hai.

Full High-Definition Mega Screen ka upyog Films, Documentaries, External Launches ke alava Weekend pr Sporting events ke live Broadcast free mein kiya jaega.

Audience ki Capacity

Mega Screen Country ke sbse bde outdoor screen hai.

5,000 se adhik logon ko ek saath show dekh skte hai.

Audience 30 feet se lekr 300 feet ki duri tk show dekh skte hai.

Metro City mein Open Theatre hain lekin unki Audience ki Capacity 300 logon tk hi limited hai.

Mega Screen inflatable hai or show ki screening ke baad isse fold kiya ja skta hai.

Films ke sath-sath Open Theatre mein Vijayadashami ke dauran Gandhi Maidan mein hone wale events ka Enjoy sbhi logn ab asani se utha skenge.

Theatre Management ke liye Gandhi Maidan mein gate number 4 ke paas ek temporary control room bnaya gya hai.

ALSO READ: Bihar mein Ghumne ke liye sbse behtreen jaghen kon-kon si hai, jhan aap ja skte hai

Iss Project ka Opening pichhle saal September mein kiya gya tha.

Covid -19 Epidemic ko rokne ke liye isse ek baar bhi chlaya nhi gya.

About Author

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *