Corona Ka Vaccine Lene ke Liye Pan Card Number Hai Jaruri

0
Corona Ka Vaccine Lene ke Liye Pan Card Number Hai Jaruri

Global Epidemic Corona Virus Ka Vaccine Lgaane ko Lekr Demand Tej ho Gayi hai. Private or Government Hospital mein Working Sweeper se Lekar Doctor tak Data Maanga Gaya Hai. Vaccine ke Liye Aadhar Nahi, Pan Card Number Jaruri Hai. Pan Number Nahi Hone par Voter ID Card, Driving License ya Phir Bank Passbook Ki Xerox copy Submit Krni Hai.

Sunday ko Health Department ki taraf se State ke Medical College or Civil Surgeon ke Saath Video Conferencing Mein Principal, Superintendent or Civil Surgeon ko yah Jankari di Gayi. Sabhi Employee ke Data Submit Krne ko kha Gaya Hai… Without Any Delay.

Health Department ke Principal Secretary Suffix Amrit, Bihar State Health Committee ke Executive Director Lokesh Kumar ne Alag-Alag Department Medical College ke Principals, Superintendents or Civil Surgeon se Extensive Information Li.

 

Pan Card Number Hai Jaruri Vaccine Lene ke Liye

 

PMCH Principal Dr. Vidyapati Chaudhri ne Btaya ki Unke Pass se ab tak 3500 Workers or Doctors ka Data Bheja Gaya Hai. Ab Ward Boy, Attendant, Guard or Outsourcing Staff ka Data Chahiye. Isme ID Proof ke Roop mein Aadhar Card Nahi, Pan Card Number Maanga Ja Raha Hai. IGIMS ke Medical Superintendent Dr. Manish Mandal ne Btaya ki Sabhi Medical Workers ka Data Ready Kiya ja Raha Hai. Jald hi Health Department ko Bhej Diya Jaega.

 

Private Hospitals ko Bhi Submit krna Hoga Data

 

Civil Surgeon Dr. Vibha Rani ne Btaya ki Private Hospital Corona Vaccine ko Lekar Apne Hospital ki Data Submit Nahi Kr Rahe Hai. Is Reason se Data Bank Ready Krne Mein Problems aa Rahi Hai. Sabhi Hospitals ko Directed kiya Gaya Hai ki Sabhi apane-apane Sanitation workers se lekar Doctors tak ki Details Civil Surgeon Office Mein Submit karen. Taki Isske Vaccine Aane ke Baad, Pahale Unhen Available Krwaya ja Sake.

 

ALSO READ: Bihar Me Dauregi 70 Luxury or Delux Basen-January se Electric Basen Ki Saugaat

 

 

Data Submit karne Mein Problems Aane par kre Call

 

Civil Surgeon ne Kaha ki Demand ke According hi Vaccine di Jaiyegi. Yadi kisi Private Hospital ka Data Nahi mil Pata hai toh us Hospital ko Vaccine Nahi Mil paiyegi. Aise Mein Tuesday tak Sabhi Private Hospitals ke Employee Civil Surgeon Office Men Data Submit karein. Special information ke lie Civil Surgeon Office Me Contact Kre. Problems Hone par 9473375733 Call kar Sakate Hai.

 

Corona Virus

 

China ke Wuhaan City ke Laboratory  se Generate Hone Wala Virus  Hai, Jisaka Infection 2019-20 period Mein Tezi se Ubharkar  Wuhaan Coronavirus Prakop ke Roop Mein Failta ja Raha Hai. WHO(World Health Organization) ne Isska Naam COVID-19 Rkha Hai.

Coronavirus bhut saare Virus ka ek Group hai Jo Mammals or birds Mein Diseases Generate krta Hai. Yah RNA  Virus Hote Hain, RNS Virus ek aisa Virus Hai Jisme RNA (Ribo Nucleic Acid) Hota Hai, Jo Iske Molecular material ke Roop Mein Hai. Yah Nucleic acids Aamataur par Single-Stranded RNA (SSRNA) Hota Hai, Lekin Yah Double-Stranded RNA (DSRNA) ho Sakta Hai. RNA Virus ke Karan Remarkable Human Diseases Mein Common Cold, Influenza, SARS, MERS, Dengue Virus, Hepatitis C, Hepatitis E, West Nile Fever, Ebola Virus, Rabies, Polio or Measles Included Hain.

Corona Virus ke Reason Se humans Me Breathing Apparatus Infection Born ho Sakta hai Jiske Intensity Choti (eg, Sardi-Jukaam) se Lekr ati Gambhir (eg, Death) Tak ho Sakti Hai. Cow or Pig Men Inke Karan Diarrhea(Dast) ho Sakta Hai. Abhi Tak Symptoms (eg, Dehydration, Fever, etc.) Ka Treatment Kiya Jaata Hai Taki Infection se Ladte huee Body ki Shakti Bni Rahe.

About Author

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *